Es Post Me Ham dmx 512 Controller Se Led Par Light Ko Chalana Sikhege Jesa Ki Aap Sab Jante hai Led Par Light Ko Jab Aap chalate Ho tab wo aachi se nahi chalate hai es liye led par Light me Dmx Lagake controll karte hai.
Aaj ki Es Post me Dmx 512 Ke Bare Me Sikhayege Or professional Ki Tarah Apne Paar light ko jalayenge aap par light ko professional Ki Tarah chalana Chahte Hain To yah post aapke Liye Hai
yah post Puri padhiye Aur Main Kuchh videos bhi diya hun aap dekh sakte hain to Chaliye Shuru karte hain post ko hello friend mera naam Suraj Hai aur aap Surajupdate.com Pe is post ko padh rahe hain. ya SurajUpdte Blog Par Bhi Jankari Hindi Me Mil Jayegi
Read More- Dj Website Kaise Banaye or DJ Voice Tag Kaise Banaye
DMX 512 controller programming in Hindi
DMX 512 Se LED Par Light Kaise Chalayen?
- DMX 512 Addressing
- Scene Button Programming
- Chess Button Programming
DMX 512 Connection
Par light Ko Dmx Me Connection Kaise Kare-Dmx 512 Controller Me par Light ko Connection Karne Ke Liye Aapko XLR cable ka use Karna Hoga.
XLR Cable ko Kai log male female cable bhi bolate Hain Yah XLR cables aapko online bhi mil Jayegi Amazon se Chahe to aap ghar per bhi banaa sakte hain ya Fir electronic shop mein jakar banwa sakte hain.
Aapke pass Jitna Par light Hoga Utna Hi XLR cable ki Jarurat Hogi Or hai light Se DMX 512 controller Tak aapko Ek Lamba XLR cable use Karna Hoga.
Note – Aapke pass jo bhi company ka par light hai us se AAP DMX per challan Chahte Hain To Sabhi Ek hi company Ka Hona chahiye
Read More- Apne Name Ka DJ Voice Tag Download Kare
DMX 512 controller Ke Piche mein XLR Ke Mail Wala Bhag Dale Or Dusra Wala Aapke Par Light Ke Piche In Or out Me Se In Me Dale Or Ek XLR cable Lekar light ke out mein se dusre light ke In Me dale
Essi Tarah aap Jitna Par Light Ko DMX 512 se control karna chahte hain connection kar le ab aapka connection ho chuka hai.
Par light Mein Dmx 512 Addressing kaise karen
DMX 512 Controller Addressing- Dmx 512 Controller Me 12 Scanner Button Hote Jo 1 Scanner Button Se D001 Wali Jitna bhi par Lights Hoge Wo Jal Jayeega. Jaisa ki aapko niche image Mein dikh raha Hoga.
Download DMX 512 User Manual PDF
Dmx 512 ke user manual PDF Yahan Se download kar sakte hain aur aap dekh sakte hai.
DMX 512 Controller Programming Scene Button
Scene button Me Program Add Kaise kare- hello dosto sabse important part Hai Scene button add karna scene button per programming add karna bahut hi Aasan hai.
Sabse pahle niche Diye Gaye YouTube Video ko dekh le
- Scene add karne ke liye aapko sabse pahle Apne DMX Mein programming ko on karna hoga programming ko on karne ke liye DMX Mein Diye Gaye programming button ko Kuchh der press Karke rakhen aap Dekhenge ki display par light blinking kar raha hai light blink Karne Laga to aapka DMX programming mood mein a gaya hai Ab Aap programming kar sakte hain…
- Ab aapko jo bhi light Jalana hai Uske scanner button ko on karna hai. Jaise Mujhe D001 wali par light ko Jalana Hai To Ham number 1 wale scanner button ko on karna hai.
- Ab aapko jo bhi light banana hai aap Uske FADE ko Utha sakte hain main Rad wali FADE uthaya hai.
- scene button 1 per red colour ko set karna hai set karne ke liye aap MIDI Add Wali button Ko Ek Bar dabana hai aap man Chahe colour ko add Karen Sab Esi Prakar Hota Hai aap Is Tarah running bhi banaa sakte hain Jaisa ki aap Jante Hain Ki mera ek YouTube channel bhi hai DMX running video dekhne ke liye Aap Ko niche Diye Gaye link per click Karen.
Light ko scene button per add karne ke bad Programming ko band karna Hota Hai band karne Ke liye
Fir DMX 512 controller main Diye Gaye program Baton ko long-press karna hai light Jo blink kar rahi Hogi Upar blackout wala option Mein chale gaya hoga DMX Ke Niche blackout Wale button Hota Hai
Use Dawa Kar Bahar aa jaye Ab aapka program save Ho chuka hai. Ab aap DMX ko band kar sakte hai.
DMX 512 Controller Programming Chess
DMX 512 mein chess programming kaise karen- Scene button ke sare lights ko Ek Sath Ek Button Pr Chalane Ya ranging Karne Ke Lie kis button ka use karte hain.
Chest banane ke liye Dmx Ke Program button ko daba kar rakhe jesa aapne scene ko add karte samay kiya tha.
FIR chess 1 Wali Button select Karen (aapko Jo bhi chess button per add karna hai use Dawaye )
FIR aapko jo bhi chess ko pahle Add Karna Hai Use Jalaye Scene Button se Fir MIDI Add Dawaye Fir Scene Button Se Dusi Par Light Jalake MIDI ADD Kr Lena Hai. Sab Add Jane Bad programming ko band kar le band karna to maine aapko Bata Diya Hai
Programming को Check कैसे करे?
Program Check– Program ko check Karna simple hai aapko sabse pahle photo aur delete wale button Ek Bar press karna hai FIR Speed Wala fADE uthana hai aapane jo bhi program kya Hoga automatic Jalne Laga….
Read More- Ocean Of Movies In Hindi 2020 – Latest Hindi Free Movie Download
Asha karta hun aapane DMX 512 controller Mein programming karna Sikh Gaya hoge aur Jyada Jankari ke liye Running ke liye Ab Hamare YouTube video dekh sakte hai.
koi bhi problem ho comment kar sakte hain Ham se baat karne ke liye aap comment box Mein number Daal De dhanyvad.
good quality